Haath Sine Pe Jo Rakh Do To Qaraar Aa Jaae Lyrics | Mirza Sahiban | Noor Jehan, G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram, Pandit Amarnath

Haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

Dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

Dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko

Dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
Dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
Haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

Dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do

Beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
Beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
Haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

Yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas

Aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
Aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
Haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

Chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah

Baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye
Baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye
Haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
Dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

MovieMirza Sahiban
SingerNoor Jehan, G. M. Durrani
DirectorK Amarnath
Music ComposerHusnlal Bhagatram, Pandit Amarnath
LyricistAziz Kashmiri
Star CastTrilok Kapoor, Noor Jahan, Gulab, Gope, Cuckoo, Amir Bano, Misra, Laxman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *