Ha mai jitni martaba tujhe ha dekhta
Ye lagta hai mujhe tujhe hi dekh ke
Meri sanse chale bata du mai tujhe
Ha mai jitni martaba tujhe ha dekhta
Ye lagta hai mujhe tujhe hi dekh ke
Meri sanse chale bata du mai tujhe
Ha tu jine ki wajah dikhe tu har jagah najar jaye jaha
Ke tere sath hi chalegi har ghadi ye meri dasta
Ha ha mai jitni martaba tujhe ha dekhta
Ye lagta hai mujhe tujhe hi dekh ke
Meri sanse chale bata du mai tujhe
Kya galti hai meri jo bato me teri aa gaya aa gaya dil mera
Jamana chhod ke hamesha ke liye ho gaya ho gaya dil tera
Tu mera pyar hai mera dildar hai tu mera hai jaha
Ye lamhe khash hai jo hum tum pas hai nahi hai duriya
Ha tu jine ki wajah dikhe tu har jagah najar jaye jaha
Ke tere sath hi chalegi har ghadi ye meri dasta
Ha ha mai jitni martaba tujhe ha dekhta
Ye lagta hai mujhe tujhe hi dekh ke
Meri sanse chale bata du mai tujhe
| Movie | All The Best |
| Singer | Yashita Yashpal Sharma |
| Director | Rohit Shetty |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Kumaar |
| Star Cast | Ajay Devgn, Bipasha Basu, Fardeen Khan, Sanjay Dutt, Mugdha Godse, Asrani, Mukesh Tiwari, Ashwini Kalsekar, Johny Lever, Sanjay Mishra, Vijay Patkar, Atul Parchure, Shereveer Vakil, Puneet Vashist, Robin Bhatt, Shraddha Musale, Subhash Pradhan, Ashish R M |

