Guzre Zamane Lyrics | Guzre Zamaane | M M Kreem | M M Kreem

Guzre Zamane Lyrics | Guzre Zamaane | M M Kreem | M M Kreem

Gujre zamane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai
Beete din
Beeti raate
Chahat ke sare vaade
Afsane yaad aate hai

Gujre zamane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

Gujre zamane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

Din baharo ke gaye kahan
Zindagi me chha gaye khiza
Na jane kaise tuta mera sapna
Main dekhu
Jaha dekhu dhua hai
Nasina jane kaise khafa hua
Na jane kisne luta mera jahan
Roye mera dil
Aur bhigi hai aankhe
Jal uthi hai saanse
Bikhre fasane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

Gujre zamane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

Kisse puchhu main tera pata
Kaise bhulu main tujhe bata
Koi bhi nahi mera yaha apna
Tere bina jeena to saza hai
Akela
Main akela ab kya karu
Mile na kahin tera koi nishan
Aaja ab ha tera pyar pukare
Mere sahare
Tute tarane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

Gujre zamane yaad aate hai
Dard purane yaad aate hai

MovieGuzre Zamaane
SingerM M Kreem
Music ComposerM M Kreem
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *