Gumsum Raste Bhi (Manjil Aa Ja Pehan Ke Payal) Lyrics | Chutki Bajaa Ke | Armaan Malik | Raaj Aashoo Rajeev Thanvi

Gumsum Raste Bhi (Manjil Aa Ja Pehan Ke Payal) Lyrics | Chutki Bajaa Ke | Armaan Malik | Raaj Aashoo Rajeev Thanvi

??gumsum raste bhi
Gumsum raste bhi
Ab to gane lage hai sargam sargam
Ghumak ghumak chal zindagi
Ghumak ghumak chal zindagi
Ghumak ghumak chal zindagi
Chal ghumak ghumak zindagi
Manzil aa ja pehan ke payal
Manzil aa ja pehan ke payal
Cham cham cham cham
Cham cham cham cham
Ghumak ghumak chal zindagi
Chal ghumak ghumak zindagi
Gumsum raste bhi

Aasman ke jadugar ne
Jadu kya kar dala
Gam ke aanshu jab se ban gaye
Khuhsiyo ki mala
Aasman ke jadugar ne
Jadu kya kar dala
Gam ke aanshu jab se ban gaye
Khuhsiyo ki mala
Nach utha man bawra
Are nach utha man bawra
Aa dhol bajaye dham dham dham dham
Dam dam dam dam
Dam dam dam dam
Ghumak ghumak chal zindagi
Chal ghumak ghumak zindagi
Gumsum raste bhi

Hui subah to dekha maine
Sab kuch naya naya sa
Chidiya chahki bagiya mehki
Mausam khila khila
Hui subah to dekha maine
Sab kuch naya naya sa
Chidiya chahki bagiya mehki
Mausam khila khila
Lagta hai ab din badlenge
Lagta hai ab din badlenge
Sapne karenge cham cham cham
Cham cham cham cham
Cham cham cham cham
Are ghumak ghumak chal zindagi
Chal ghumak ghumak zindagi
Gumsum raste bhi

MovieChutki Bajaa Ke
SingerArmaan Malik
DirectorVedant Vishnoi
Music ComposerRaaj Aashoo Rajeev Thanvi
LyricistS L Indaliya
Star CastIshant Indaliya, Mukesh Tiwari, Shilpi Sharma, Abhijeet Lehiri, Shashi Sharma, Aslam Khan, Ashish Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *