Gumsum Raaste Bhi Lyrics | Chutki Bajaa Ke | Armaan Malik | Raaj Aashoo

Gumsum raaste bhi hoo
Gumsum raaste bhi
Ab toh gaane lage hai sargam sargam
(Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi) – 2

Manzil aaja pehanke payal – 2
Chhan chham chhan chham – 3
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi

(Aasmaan ke jadugar ne jadu kyaa kar dala
Gham ke aansu jat se ban gaye khushio ki mala) – 2
Naach utha man bawara
Are naach utha man bawara
Aa dhol bajaye dham dham dham dham
Dham dham dham dham – 2
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi

(Hui subah toh dekha maine sabkuch naya naya sa
Chidiya chhanki bagiya mehaki mausam khila khila) – 2
Lagta hai ab din badlenge – 2
Sapne karengechham chham chham chham
Chham chham chham chham – 2
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi

MovieChutki Bajaa Ke
SingerArmaan Malik
Music ComposerRaaj Aashoo
LyricistS.L. Indaliya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *