Gumnam Ajnabi Ajnabi Lyrics | Ab Ke Baras (album) | Suneeta Rao

(Kaisa diwana mera hai, khwabo se jisne ghera hai
Kabhee aata nahee hai samane, (dil ley liya ek gumnam ne- 2)) – (2)
Gumnam ajnabi ajnabi – (2)
(Uski najar hai mujhpar, mai usse anjan hu
Kaise mai pehchanu, abb tak mai nadan hu) – (2)
Mai sochti hu kahee najar woh mujhko aayega – (2)
Kabhee aata nahee hai samane, (dil ley liya ek gumnam ne- 2)
Gumnam ajnabi ajnabi – (2)
(Mehki bahar hu mai, ya rimjhim barsat hu
Uski juban pe aaiyi, shayad mai har bat hu) – (2)
Khamoshiyo kee tarah yeh dil tanha reh jayega – (2)
Kabhee aata nahee hai samne, dil le liya ek gumnam ne – (2)
Kaisa diwana mera hai, khwabo se jisne gera hai
Kabhee aata nahee hai samane, (dil ley liya ek gumnam ne- 2)
Ek gumnam ne………..
Gumnam ajnabi – (2)

MovieAb Ke Baras (album)
SingerSuneeta Rao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *