Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota Lyrics  | Devata | Sanjeev Kumar, Shabana Azmi | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Rahul Dev Burman

Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota Lyrics | Devata | Sanjeev Kumar, Shabana Azmi | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Rahul Dev Burman

Gulmohar gar tumhara
Naam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota
Mausame gul ko hasana
Bhee hamara kaam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota

Aayengee bahare toh
Abke unhe kehna
Jara itna sune
Aayengee bahare toh
Abke unhe kehna
Jara itna sune
Mere gul bina kaha
Unka bahar naam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota
Mausame gul ko hasana
Bhee hamara kaam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota

Sham ke gulabee se
Aanchal me ek diya
Jala hai chand kaa
Sham ke gulabee se
Aanchal me ek diya
Jala hai chand kaa
Mere unn bina kaha
Uska chand naam hota
Gulmohar gar tumhara
Nasam hota
Gulmohar gar tumhara
Nasam hota
Mausame gul ko hasana
Bhee hamara kaam hota
Gulmohar gar tumhara
Naam hota.

MovieDevata
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar
DirectorS. Ramanathan
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastSanjeev Kumar, Shabana Azmi, Sarika, Danny Denzongpa, Keshto Mukherjee, Benjamin Gilani, Rakesh Roshan, Dhumal, Asit Sen, Viju Khote, Shobna Khote
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *