Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar Lyrics | Jag Biti | Suraiya | Ghulam Haider

Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar Lyrics | Jag Biti | Suraiya | Ghulam Haider

Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

Bita jo bachapan to aayi javaani
Bita jo bachapan to aayi javaani
Uski kahaani piya tumko sunaani
Uski kahaani piya tumko sunaani
Jiya hai beqaraar baate to ho do-chaar piya aaja re
Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

Sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule
Sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule
Aise samay me saiya tum hamko bhule
Aise samay me saiya tum hamko bhule
Jivan ke ye din chaar kyun jaane de bekaar piya aaja re
Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

Aankho me aa ke piya dil me sama ja
Aankho me aa ke piya dil me sama ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Chhedege man ke taar gaayenge ham malhaar piya aaja re
Gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

MovieJag Biti
SingerSuraiya
Music ComposerGhulam Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *