Gul muskura utha
Bulbul ye ga utha
Bago me aa gayi bahar
Gul muskura utha
Bulbul ye ga utha
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Gul muskura utha
Bulbul ye ga utha
Bago me aa gayi bahar
Gul muskura utha
Bulbul ye ga utha
Bago me aa gayi bahar
Dulhan ke jaisi nayi zindagi ka
Dulhan ke jaisi nayi zindagi ka
Aaj ye pahla din hai khushi ka
Aaj ye pahla din hai khushi ka
Din hai khushi ka
Mosam ye pyar ka
Sajo singar ka
Bago me aa gayi bahar
Gul muskura utha
Bulbul ye ga utha
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Apna kisi ko jo bana ke dekha
Dil ki nigaho me bula ke dekha
Jadu sa chal gaya
Shama badal gaya
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Itna bada hai ye duniya ka ghera
Itna bada hai ye duniya ka ghera
Koi kahi pe zarur hai tera
Koi kahi pe zarur hai tera
Zarur hai tera
Aankhe bichaye ja
Miljul ke gaye ja
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
Bago me aa gayi bahar
| Movie | Badshah |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Miya Chakraborty |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |
| Star Cast | Pradeep Kumar, Usha Kiran, Mala Sinha, Ulhas, K N Singh, Agha, Achla Sachdev, Hari Shivdasani |

