Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Aisa lamha tha ke man karta tha
Jee lu mai bar bar
Aane wala kal na jane kis pal
Le jata hai kaha
Hai kisne jana kab kya afsana
Likhta hai aasma
Karle thoda intzar jaye na yu aksar
Gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar
Kahe ki hai fikar gujrega ye pal
Achha lagta hai chahe sapna hai
Parwah nahi hai yaar
Par mai diwana ye bhi na jana
Hai jeena to ek bar na
Dil tode sare
Todo
Par sunle pyare
Bolo
Sab chalta hai yaha
Karle thoda intzar jaye na yu aksar
Gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar
Kahe ki hai fikar gujrega ye pal
Is jaha se us jahan tak
Is jami se aasman tak
Dhundhte manjil ko har kadam
Na mili to phir lenge janam
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Gujrega ye pal
Karle thoda intzar jaye na yu aksar
Gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar
Kahe ki hai fikar gujrega ye pal
| Movie | Aasma |
| Singer | Call The Band |
| Director | Rohit Nayyar |
| Music Composer | Call The Band |
| Lyricist | Shahab Allahabadi |
| Star Cast | Subhashish, Hrishita Bhatt, Nauheed Cyrusi, Seema Biswas, Sachin Khedekar, Mushtaq Khan, Aditya Lakhia, Ravi Gosain, Sunil Rege, Khushboo Garewal, Raghuveer Yadav, Joy Sengupta, Hamid Khan |

