Gori Tera Ghungta Lyrics | Hosh – Be Awake | Abhijeet | Laxman Pawan

Gori Tera Ghungta Lyrics | Hosh – Be Awake | Abhijeet | Laxman Pawan

Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Naam diya ghunghta jisko
Nikla vo harjaai

Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Naam diya ghunghta jisko
Nikla vo harjaai
Jab bhi aaye
Dilbar ye didaar na karne de
Jab bhi aaye
Dilbar ye didaar na karne de
Har pal aaye beech me humko pyaar na karne de
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol
Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Naam diya ghunghta jisko
Nikla vo harjaai

Suna hai iski jheel se aankhe
Chehra hai nuraani
Chehra hai nuraani
Dil ko paagal kar deti hai
Uski mast jawani
Uski mast jawani
Yaar uski mast jawani
Uski mast jawani yaar uski mast jawani
Suna hai iski jheel se aankhe
Chehra hai nuraani
Dil ko paagal kar deti hai
Uski mast jawani
Baadal se chanda dhak le
Izhaar na karne de
Baadal se chanda dhak le
Izhaar na karne de
Har pal aaye beech me humko pyaar na karne de
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol
Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Naam diya ghunghta jisko
Nikla vo harjaai

Hum jaise dilwaalo se
Kaise bach ke jaayegi
Kaise bach ke jaayegi
Main tera ghunghta kholunga
Tu meri ban jaayegi
Tu iski ban jaayegi
Tu iski ban jaayegi
Tu iski ban jaayegi
Hum jaise dilwaalo se
Kaise bach ke jaayegi
Main tera ghunghta kholunga
Tu meri ban jaayegi
Yaar gulaabi mukhade ka didaar to karne de
Yaar gulaabi mukhade ka didaar to karne de
Har pal aaye beech me humko pyaar na karne de
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol

Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Haayo rabba tune ye kaisi cheez banai
Naam diya ghunghta jisko
Nikla vo harjaai
Jab bhi aaye
Dilbar ye didaar na karne de
Jab bhi aaye
Dilbar ye didaar na karne de
Har pal aaye beech me humko pyaar na karne de
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol
Khol tera ghunghta
Gori tera ghunghta
Haay tera ghunghta khol khol khol

MovieHosh - Be Awake
SingerAbhijeet
Music ComposerLaxman Pawan
LyricistKrishna Bhardwaj
Star CastKiran Kumar, Raza Murad, Mohan Joshi, Sandeep Bedi, Shweta, Ashish Kumar, Tahir Khan, Sunil Chada, Sikander Khanna, Shiva, Ali Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *