God Style Lyrics | Yo Yo Honey Singh

God Style Lyrics | Yo Yo Honey Singh

Hahaha

Aya Vijeta Khuda Ka Chaheta
Yodha Hai Subah Woh Raaton Ko Dracula
Beatein Hai Sajata Rokda Chabata
Haters Ko Nachata Karwata Bajata

Karan-e-deesabi Phir Bhi Yeh Baithe Hain Sahem Ke
Duniya Kehti Yo Yo Thoda Toh Rahem De
51 Gaane Daale Jal Ke Kaale Saale
Chaabi Pheki Maine Muh Pe Maare Taale

Inke Naye Gaane Lagte Jaise Purane
Music Sudharne Bheja Hai Khuda Ne

Raffa God Puri Duniya Hila Di
Raffa God Aisi Kismat Hamari
Raffa God Macha Di Tabaahi
I Am Handpicked By Upar Wala Hi

Yaar Mila De Pyaar Mila De
Zyaada Nahi Bas Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Botal Mein Room Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya Jo Hum Haath Utha De

Yaar Mila De Pyaar Mila De
Zyaada Nahi Bas Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Botal Mein Room Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya Jo Hum Haath Utha De

Matlabi Matlabi Duniya
Kaale Naag Ki Karwat Duniya
Karti Chhal-kapat Yeh Duniya
Jalti Har Waqat Yeh Duniya

Khaali Khaali Jaali Bandon Ki Kaadali
Taali Taali Maare Duniya Saari Taali
Kaali Gaadi Kare Noto Ki Rakhwali
Aisa Dahaada Ki Duniya Hi Chaba Li

Bhaagte Rapper Hain Haanfte
Muh Toh Tezaab Inke Career Graph Pe
Daily Kankalo Pe Chadh Ke Naachte
Nasha Bharwate Hum Saap Ye Lava Hai

Flow Bacho Hato
Duniya Mein Shor Chalwein Kyun
Jaisa Hoon Rehne Do Kyunki Main Dheet
Better Kabhi Michael Hoon Kabhi Main Heath Ledger

Raffa God Puri Duniya Hila Di
Raffa God Aisi Kismat Hamari
Raffa God Macha Di Tabaahi
A Am Handpicked By Upar Wala H

Yaar Mila De Pyaar Mila De
Zyaada Nahi Bas Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Botal Mein Room Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya Jo Hum Haath Utha De

Yaar Mila De Pyaar Mila De
Zyaada Nahi Bas Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Botal Mein Room Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya Jo Hum Haath Utha De

Hahaha

SingerYo Yo Honey Singh
Music ComposerYo Yo Honey Singh
LyricistHommie Dilliwala
LabelYo Yo Honey Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *