Ghunghat Me Chehra Aap Kaa Lyrics | Ghoonghat | Hariharan | Anand Raj Anand

Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya – (2)
Jhagda hee jaise chand kaa, badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya
Jhagda hee jaise chand kaa, badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya

(Najare meree najar se meree jan jara milao
Koyee git mai bana lu, dhun aisee gun gunao) – (2)
Suno leke tumhe apnee baho me, ghunghat mai khol du
Dil keh raha hai kisee bhee tarah, teraa chehra mai dekh lu
Jadu, jadu sa dil pe aap kee, ek hee najar me ho gaya
Jhagda hee jaise chand kaa, badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya

(Kayee bar maine socha, aur sochkar yeh jana
Bin dekhe hee tujhe kyun mai ho gaya divana) – (2)
Hello, aise khafa see kyun baithee ho, ghunghat ko odhke
Tumko milega kya itna batao, toh dil meraa todke
Ghunghat ha aah ghunghat nahee yeh aap kaa, dushman yeh meraa ho gaya
Jhagda hee jaise chand kaa, badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya
Jhagda hee jaise chand kaa, badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap kaa, kuchh iss tarah se kho gaya

MovieGhoonghat
SingerHariharan
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *