Ghoonghat Ko Mat Khol Lyrics  | Ghoonghat | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Jolly Mukherjee, Pankaj Udhas

Chham chham karke khete hai paayliya ke bol

Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol

Sundarta ka tezz anokha kisko gori chupake rakhna
Kajre naino ki nagri yunhi sajake rakhna…
Ghoonghat mein roopka dhan hai nahi hai is ka mol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol
Chham chham karke khete hai paayliya ke bol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol

Dulhen ke sang aaye baraati ghoonj rahe hai shehnaai
Dil ke saaz pe nagme chehke rut hai milan ki aai..
Ghungroo khanke paayal chhanke baje shuhane dhol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol
Chham chham karke khete hai paayliya ke bol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol

Ghoonghat hi hai tan ki maya ghoonghat hai ek roop khazana
Bheegi rain mein dheere dheere ghoonghat ko sarkana….
Chupke chupke dhekhte rehna sajanko aankhe khol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol
Chham chham karke khete hai paayliya ke bol
Chham chham karke khete hai paayliya ke bol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol
Ghoonghat ko mat kho ke gori ghoonghat hai anmol.

MovieGhoonghat
SingerPankaj Udhas
Music ComposerJolly Mukherjee, Pankaj Udhas
LyricistZameer Kazmi
Star CastPankaj Udhas
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *