Ghazab Kiya Lyrics | Shaayar (Album) | Pankaj Udhas

Ghazab Kiya Lyrics | Shaayar (Album) | Pankaj Udhas

??gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya
Gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya
Tamam raat kayaamat ka intzaar kiya
Gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

Hum aise mahve nazara na the
Jo hosh aata
Hum aise mahve nazara na the
Jo hosh aata
Magar tumhare tagaaful ne
Hoshiyaar kiya
Magar tumhare tagaaful ne
Hoshiyaar kiya
Magar tumhare tagaaful ne
Hoshiyaar kiya
Tamam raat kayaamat ka intzaar kiya
Gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

Fasana ae shab-e-gam
Unko ek kahani thi
Fasana ae shab-e-gam
Unko ek kahani thi
Kuch aitbaar kiya
Kuch na aitbaar kiya
Kuch aitbaar kiya
Kuch na aitbaar kiya
Gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

Na puch dil ki haqiqat magar
Ye kahte hain
Na puch dil ki haqiqat magar
Ye kahte hain
Wo bekarar rahe
Jisne bekarar kiya
Wo bekarar rahe
Jisne bekarar kiya
Tamam raat kayaamat ka intzaar kiya
Gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

MovieShaayar (Album)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *