Ghayal Karke Humse Puchti Ho Lyrics | Prem Sangeet | Bharat Vyas | S K Pal

Ghayal Karke Humse Puchti Ho Lyrics | Prem Sangeet | Bharat Vyas | S K Pal

Ghayal karke humse puchate ho dard hota hai
Ghayal karke humse puchate ho dard hota hai
Ghayal karke humse puchate ho dard hota hai jo han dard hota hai
Tumhari is jara si bat se bhi dard hota hai
Tumhari is jara si bat se bhi dard hota hai

Jaln hoti hai jakhmo me to patti bandh lete hai
Jaln hoti hai jakhmo me to patti bandh lete hai
Tumhare hath se lagte hi
Tumhare hath se hi ek mitha dard hota hai

Jo phulo ki bisa karti hoti chandani me hai
Wo kya jane ki befursat me kaisa dard hota hai
Wo kya jane ki befursat me kaisa dard hota hai

Suno yaro suno yaro
Is duniya me ajab hai prem ki maya
Ajab hai prem ki maya
Hontho pe hansi hoti hai
Hontho pe hansi hoti hai dil me dard hota hai
Hontho pe hansi hoti hai dil me dard hota hai
Ghayal karke humse puchate ho dard hota hai

MoviePrem Sangeet
SingerBharat Vyas
DirectorW Z Ahmad
Music ComposerS K Pal
LyricistBharat Vyas
Star CastPrakash, Jairaj, Meena, Tiwari, Raaj Kumari, Shukla, Gulab

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *