Ghar Aaja Lyrics | Vilen

Ghar Aaja Lyrics | Vilen

Ab Toh Ghar Aaja Sajna
Nayan Se Milaja Akhiyaan
Aise Kyun Tadpaave Rajiyan
Tu Aake Samjha Ja Batiyan

Ab Toh Ghar Aaja Sajna
Nayan Se Milaja Akhiyaan
Aise Kyun Tadpaave Rajiyan
Tu Aake Samjha Ja Batiyan

Main Bhi Rootha Hoon Kab Sel Mana Le Sajna
Tere Hothon Pe Hai Bas Kyun Saza Re Sajna
Aisi Bhi Kya Soorat Ye Paheli Ho Gayi
Mohe Dekhe Toh Taras Bhi Na Aave Sajna

Jag Soona Lagta Tere Bin O Raanjhna
Mera Ye Mann Bhi Na Lagta Ye Ji Ghabraave Sajna

Ab Toh Ghar Aaja Sajna
Nayan Se Milaja Akhiyaan
Aise Kyun Tadpaave Rajiyan
Tu Aake Samjha Ja Batiyan

Main Bhi Maanti Hoon Sajna Ke Galti Meri Hi Bhaari Hai
Tu Bhi Jaane O Sajna Ke Gusse Ki Mujhe Beemaari Hai
Chhod Ke Akhand Ghamand Jab Mil Jaana Har Baari Hai
Toh Phir Daale Doori Kyun Ab Aa Jaana Is Baar

Mujhe Bhi Ab Poora Kar Ja Adhoora Jo Laage Manwa
Dil Bhi Ab Dheema Kar Ja Kab Se Ye Bhaage Sajna

Ab Toh Ghar Aaja Sajna
Nayan Se Milaja Akhiyaan
Aise Kyun Tadpaave Rajiyan
Tu Aake Samjha Ja Batiyan

SingerVilen
Music ComposerGarvv
LyricistVilen
LabelDarks Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *