Gazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya, Sautan Ghar Na Jaa Lyrics | Waris | Rajkumari | Anil Biswas

Gazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya, Sautan Ghar Na Jaa Lyrics | Waris | Rajkumari | Anil Biswas

Gazab kiya tere wade pe aitbaar kiya
Tamam raat qayamat ka itnzaar kiya

Sautan ghar na ja o more saiya
Sautan ghar na ja o more saiya
Sautan ghar na ja bairan ghar na ja
O more saiya
Sautan ghar na ja o more saiya

Khabar na thi ke hume ashqbaar kar doge
Humari khushiya kisi par nisaar kar doge
Tod ke mera pyar ka sapna
Tod ke mera pyar ka sapna
Na ja padu main tore paiya o more saiya
Ha na ja o more saiya
Sautan ghar na ja bairan ghar na ja
O more saiya

MovieWaris
SingerRajkumari
DirectorNitin Bose
Music ComposerAnil Biswas
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastSuraiya, Nadira, Jagdish Sethi, Yakub, Sadat Ali, Achla Sachdev, Talat Mahmood, Roopmala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *