GAYATRI MANTRA LYRICS & VIDEO | SONU NIGAM

GAYATRI MANTRA LYRICS & VIDEO | SONU NIGAM

? BhurBhuvah Swaha, TatSaviturr Varenyam
Bhargo Devasya Dhimahi, Dhiyo Yo Nah Prachodayat

Hey parmeshwar hai prabhu
Nirmal buddhi pradaan karo
Avgunn saare door karo
Tejwaan gunwaan karo

? Tatpurusaya vidmaha Vakratundaay dheemahi
Tanno dantah prachodayat

Hey Ganpati mujhko riddhi do
Lambodar mujhko siddhi do
Vighna naa aaye kaam mein
Shubh aur laabh ki vriddhi do

? Sarasvatya-ch-vidmaha Bramhaputrayi Dheemahi
Tanno vaani prachodayaat

Saraswati maa kripa karo
Vidya do aur gyaan do
Karo pareeksha mein saphal
Mujhe sukhad parinaam do

? mahalakhsamaya dheemahi vishrupiraay dheemahi
Tanno lakshmi prachodayaat

Hey maa lakshmi, maa yahi tumse hai meri praarthana
Dhann vaibhav dekar mujhe nirdhanta sa taarna

? anjanaye vidmaha vaayuputraay dhimahi
Tanno hanumat prachidayaat

Dukh bhanjan Hanuman Ji
Mujhko apni bhakti do
Karm-dosh Shani-dosh se mukti do Prabhu mukti do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *