Gawah Hai Chand Tare Gawah Hai Lyrics | Damini | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Gawah Hai Chand Tare Gawah Hai Lyrics | Damini | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Gawah hai chaand taare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai

Tumko rakhunga dil me basake meri dhadkan tum ho
Dekhunga tumko shamosahar main mera darpan tum ho
Tumko rakhunga dil me basake meri dhadkan tum ho
Dekhunga tumko shamosahar main mera darpan tum ho
Jee na sakunga main hoke juda
Gawah hai chaand taare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Damini damini damini o meri damini
Damini damini damini o meri damini

Bhul gayi main is duniya ko pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rabse
Bhul gayi main is duniya ko pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rabse
Seene me arma hai lab pe dua
Gawah hai chaand taare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Gawah hai chaand taare gawah hai
Damini damini damini o meri damini
Damini damini damini o meri damini
Damini damini damini main teri damini
Damini damini damini main teri damini

MovieDamini
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorRajkumar Santoshi
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastRishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Sunny Deol, Amrish Puri, Tinu Anand, Kulbhushan Kharbanda, Anjan Srivastava, Rohini Hattangadi, Aamir Khan, K K Raina, Paresh Rawal, Sulbha Arya, Vijayendra Ghatge, Viju Khote, Achyut Potdar, Asha Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *