Duniya
Garibo ki duniya
Badi hai suhaani
Badi hai suhaani
Garibo ki duniya
Duniya
Jaha bachpane se hai gaafil jawani
Gaafil jawani
Badi hai suhaani
Zamee apni chhaati pe unko sulaaye
Zamee apni chhaati pe unko sulaaye
Falak unpe shabnam ke aansu bahaye
Falak unpe shabnam ke aansu bahaye
Par insa ne insa ki kadar na jaani
Kadar na jaani
Badi hai suhaani
Garibo ki duniya
Duniya
Chale ja rahe hai kataare bana ke
Auro ko denge vo din bhar kama ke
Chale ja rahe hai kataare bana ke
Auro ko denge vo din bhar kama ke
Gujar jaayegi aise jindgaani
Aise jindgaani
badi hai suhaani
Garibo ki duniya
Duniya
| Movie | Insaaf |
| Singer | Rajkumari |
| Music Composer | H P Das |
| Lyricist | D N Madhok |

