Gam diye mustaqil
Itna naazuk hai dil
Ye na jaana
Haay haay ye zaalim zamana
De uthe daag lo unse ai mahalo kah sunana
Haay haay ye zaalim zamana
Dil ke haatho se daaman chhuda kar
Gam ki nazaro se nazare bacha kar
Il ke haatho se daaman chhuda kar
Gam ki nazaro se nazare bacha kar
Uthke vo chal diye
Kahte hi rah gaye ham fasana
Haay haay ye zaalim zamaanaa
Koi meri ye rudaad dekhe
Ye mohabbat ki bedaad dekhe
Koi meri ye rudaad dekhe
Ye mohabbat ki bedaad dekhe
Phuk raha hai jigar
Pad raha hai magar muskurana
Haay haay ye zaalim zamaanaa
Gam diye mustaqil
Itna naazuk hai dil
Ye na jaana
Haay haay ye zaalim zamana
| Movie | Shahjehan |
| Singer | Kundan Lal Saigal |
| Director | A R Kardar |
| Music Composer | Naushad |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | K L Sehgal, Ragini, Jairaj, Nasreen, Rehman, Himalaya, Anwari, Sulochana, Kanwar, Peerjan |

