Gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se kasam se
Gazab ka hai dinsoncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se
Dekh lo hum ko kareeb say
Aaj hum mile hain naseeb say
Dekh lo hum ko kareeb say
Aaj hum mile hain naseeb say
Ye pal fir kahaa
Aaur ye manjil fir kahaa
Gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se
Kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Ho kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Fir bhi jaane jaan
Main kahaan aur tum kahaan
Ho gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se.
| Movie | Qayamat Se Qayamat Tak |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Director | Mansoor Khan |
| Music Composer | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Aamir Khan, Juhi Chawla, Dalip Tahil, Goga Kapoor, Ravindra Kapoor, Alok Nath, Rajendranath Zutshi, Reema Lagoo, Ahmed Khan, Arjun |
| Label | T-Series |

