Freak Out (Parody) Lyrics | Lamhe | Sudesh Bhosle, Pamela Chopra

Freak Out (Parody) Lyrics | Lamhe | Sudesh Bhosle, Pamela Chopra

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se fir kyon darta hai dil
Kahta hai dil rasta muskil
Malum nahi hai kaha manjil
Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se fir kyon darta hai dil

Tadbeer se bigdi hui
Takder bana le
Takder bana le
Apne pe bharosa hai to
Ek daav lagale
Lagale daav lagale

Chal jai shivshankar
Kanta lage na kankar
Chal jai shivshankar
Kanta lage na kankar
Ke pyaala tere naam ka piya
O gir jaungi main mar jaungi
Jo tune mujhe tham na liya
O sau rab di
Chal jai shivshankar
Kanta lage na kankar
Chal jai shivshankar
Kanta lage na kankar
Ke pyaala tere naam ka piya
O gir jaungi main mar jaungi
Jo tune mujhe tham na liya
O sau rab di

Hum tum ek kamre me band ho
Aur chabi kho jaye
Hum tum ek kamre me band ho
Aur chabi kho jaye
Tere naino ki bhubhulaiya me
Bobby kho jaye
Hum tum ek kamre me band ho
Aur chabi kho jaye

Maar diya jaye ki chhod diya jaye
Bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
Maar diya jaye ki chhod diya jaye
Bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
Bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
Zaam diya jaye ki jahar diya jaye
Bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
Are bol tere sath kya suluk kiya jaye

Babuji dheere chalna
Pyar me zara sambhalna
Haa bade dhoke hai
Bade dhoke hai is raah me
Babuji dheere chalna
Pyar me zara sambhalna
Haa bade dhoke hai
Bade dhoke hai is raah me
Babuji dheere chalna

Ho re majhi
Ho re majhi ho
Mere majhi
Mere sajan hai us paar
Main man maar hun is paar
Ho mere maajhi abki baar le chal paar
Le chal paar
Mere saajan hai us paar
Ho re majhi
Ho re majhi
Ho ho mere majhi

Bindiya chamkegi chudi khankegi
Teri neend ude te ud jaye
Kajra bahkega gazara mehkega
Gaadi tur diye te tur jaye
Bindiya chamkegi chudi khankegi

Chahe koi mujhe jangli kahe
Kahne do ji kahta rahe
Hum pyar ke tufano me ghire hain
Hum kya kare
Chahe koi mujhe jangli kahe
Kahne do ji kahta rahe
Hum pyar ke tufano me ghire hain
Hum kya kare
Chahe koi mujhe jangli kahe
Yaahu
Yaahu
Chahe koi mujhe jangli kahe
Han kahne do kahta rahe
Yaahu yaahu bhi karenge
Wahu wahu bhi karenge
Karenge
Chahe koi mujhe jangli kahe
Han babul mora

Tu mere man ka moti hai
In nainan ki jyoti hai
Yaad hai mere bachpan ki
Gahr aaya mera pardeshi

Sar jo tera chakraye
Ya dil duba jaye
Aaja pyare pas humare
Kahe ghabraye
Kahe ghabraye
Sar jo tera chakraye
Ya dil duba jaye
Aaja pyare pas humare
Kahe ghabraye
Kahe ghabraye

Jane wo kaise log the jinke
Pyar ko pyar mila
Humne to jab kaliya mangi
Kanto ka haar mila
Kanto se khinch ke ye aanchal
Tod ke bandhan bandhi payal
Ho koi na roko dil ki udaan ko
Dil wo chala
Aaj fir jeene ki tanna hai
Aaj fir marne ka iarada hai
Aaj fir jeene ki tanna hai
Aaj fir marne ka iarada hai

Ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
Ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
Ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
Ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
Ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya

MovieLamhe
SingerSudesh Bhosle, Pamela Chopra
DirectorYash Chopra
Star CastAnil Kapoor, Sridevi, Anupam Kher, Waheeda Rehman, Deepak Malhotra, Richa Pallod, Manohar Singh, Lalit Tiwari, Manju Mishra, Ila Arun, Raj Hansa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *