Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai Lyrics | Mahaanta | Mohammed Aziz, Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai Lyrics | Mahaanta | Mohammed Aziz, Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Jor kitna bhala is jamane me hai
Josh kitna bhala dil diwane me hai
Jor kitna bhala is jamane me hai
Josh kitna bhala dil diwane me hai
Aaj ye aazmana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
Ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
Aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
Pyar aisa diwana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Hamne jab pyar karne ka wada kiya
Wada kiya
Hamne jab pyar karne ka wada kiya
Wada kiya
Sath jine ka marne ka wada kiya
Wada kiya
Ab ye wada nibhana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara zamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

MovieMahaanta
SingerMohammed Aziz, Alka Yagnik
DirectorAfzal Khan
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Dutt, Jeetendra, Madhuri Dixit, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Mohsin Khan, Paresh Rawal, Saeed Jaffrey, Raza Murad, Poonam Dhillon, Kishore Bhanushali, Brij Gopal, Tej Sapru, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *