Ek Purana Gaon Tha Lyrics | Poster | Mahendra Kapoor | Gopal Jawala

Ek Purana Gaon Tha Lyrics | Poster | Mahendra Kapoor | Gopal Jawala

??ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Thake samay ki chhati par
Ek bada sa ghab tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha

Sau do sau ki basti thi
Chuppi waha ki masti thi
Jeena chahe manhga ho
Par maut bahut hi sasti thi
Chahe kitna bhi tairaao
Wo patthar ki naav tha
Chahe kitna bhi tairaao
Wo patthar ki naav tha
Wo patthar ki naav tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha

Rog waha par rahte the
Jivan ka dukh sahte the
Malik jiasa kahta tha
Waisa hi wo karte the
Waha na thoda kuch bhi badla
Dharmaraj ka gaon tha
Waha na thoda kuch bhi badla
Dharmaraj ka gaon tha
Dharmaraj ka gaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha

Tha patel waha ka raja
Take sher bhaji take sher khaja
Char chironji hara bahera
Thaka thaka sa chahra chahra
Waha panpta kuch bhi kaise
Wo bargad ki chaon tha
Waha panpta kuch bhi kaise
Wo bargad ki chaon tha
Wo bargad ki chaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Thake samay ki chati par
Ek bada sa ghab tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha
Ek purana gaon tha

MoviePoster
SingerMahendra Kapoor
Music ComposerGopal Jawala
Star CastVasant Josalkar, Zarina Wahab

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *