Ek Pardesi Mann Bhaya Lyrics | Dak Babu | Mubarak Begum | Dhaniram

Ek Pardesi Mann Bhaya Lyrics | Dak Babu | Mubarak Begum | Dhaniram

Ek pardesi man bhaya
Mere man mere man
Bhaya re
Ho use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana
Akhiyan me aan samana
Jo jaan jo aan samye re
Use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana

Msn bolr yr teri bhul hain
Man bole man bole ye teri bhul hain
Tu un charno ki dhul hian
Tu un charno ki dhul hain
Par mujhko samajh naa aaya
Samajh na samjh na aaya re
Use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana

Ho o o o o
Main aake sambhal na paau re
Main aake
Main aake sambhal na paau re
Main jhumu re balkhau re
Main jhumu re balkhau re
Jisne ye jaadu jagaya re
Ye jaadu ye jaadu jagaya re
Use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana

Ho o o o o
Mera un sang itana nata re
Ho mera un
Mera un sang itana nata re
Unhe dekhe man khil jata re
Unhe dekhe man khil jata re
Jise dekh jiya lahraya
Ki jiyara ki jiya lahraya lahraya re
Use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana
Ek pardeshi man bhaya
Mere man mere man
Bhaya re
Ho use apna kahu ya sapana
Ho use apna kahu ya sapana

MovieDak Babu
SingerMubarak Begum
DirectorLekhraj Bakshi
Music ComposerDhaniram
LyricistPrem Dhawan
Star CastNadira, Kuldip Kaur, Yashodhara Katju, Radha Kishan, Talat Mahmood, Manmohan Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *