Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ab hawa bhi nahi tere mere darmiya
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ab hawa bhi nahi tere mere darmiya
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Mai wahi tum wahi fir bhi sab kuch naya
Ek ajab dhang se dil dhadkane laga
Sanso ki aanch se dil pighal jayega
Yu na dekho mujhe dam nikal jayega
Is kadar badh gayi aaj najdikiya
Is kadar badh gayi aaj najdikiya
Ab hawa bhi nahi tere mere darmiya
Ye jindagi
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ye jindagi
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Har tamnna kahe bhar lo aaghosh me
Aaj rahne na do mujhko tum hosh me
Koi pahra nahi apne jajbat par
Hasrato ki juba bolti hai najar
Kah rahi hai hame hotho ki narmiya
Kah rahi hai hame hotho ki narmiya
Ab hawa bhi nahi tere mere darmiya
Ye jindagi
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ye jindagi
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ik naya aasma aa gaye do dil jaha
Ab hawa bhi nahi tere mere darmaya
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
Ye jindagi aayi kaha aayi kaha
| Movie | Chhote Sarkar |
| Singer | Kumar Sanu, Alka Yagnik |
| Director | Vimal Kumar |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Rani Malik |
| Star Cast | Govinda, Shilpa Shetty, Divya Dutta, Aruna Irani, Kader Khan, Sadashiv Amrapurkar, Tej Sapru, Aasif Sheikh, Avtar Gill, Dinesh Hingoo, Guddi Maruti, Yunus Parvez, Jr Mehmood, Mahesh Gupta, Javed Khan, Anil Nagrath, Sunil Dhawan, Kamal Deep, Aashika, Prash |

