Ek Najar Me Bhee Pyaar Hota Hai Lyrics | Taxi Number 9211 | K. K., Sunidhi Chauhan | Vishal Shekhar

Ek Najar Me Bhee Pyaar Hota Hai Lyrics | Taxi Number 9211 | K. K., Sunidhi Chauhan | Vishal Shekhar

Ek najar me bhi pyaar hota hai
Maine suna hai
Ek najar me bhi pyaar hota hai
Maine suna hai
Do baato me bhi ikraar hota hai
Maine suna hai

Sama rangin sa hone lagta hai
Jaha hasin sa lagne lagta hai
Koi dil pe chha jaye toh aisa hota hai
Maine suna hai
Ek najar me bhi pyaar hota hai
Maine suna hai
Do baato me bhi ikraar hota hai
Maine suna hai

Chamkate hai chehre chamkati hai duniya
Behakti hai saanse mere liye
Najar se najar jo mila lu agar toh
Phirakati hai dhadkan bhi mere liye

Nasha kuchh nigaho me bhi aisa hota hai
Maine suna hai
Ek najar me bhi pyaar hota hai
Maine suna hai
Do baato me bhi ikraar hota hai
Maine suna hai

Hawa pe jaha dekhne ko chale hai
Bani baadalo se hai apni jamin
Jo udne lage aasman tak hai jaana
Na khushiyo me apni hai koi kami

Asar kuchh hawaao kaa bhi aisa hota hai
Maine suna hai
Ek najar me bhi pyaar hota hai
Maine suna hai
Do baato me bhi ikraar hota hai
Maine suna hai

Sama rangin sa hone lagta hai
Jaha hasin sa lagne lagta hai
Koi dil pe chha jaye toh aisa hota hai
Maine suna hai

MovieTaxi Number 9211
SingerK. K., Sunidhi Chauhan
DirectorMilan Luthria
Music ComposerVishal Shekhar
LyricistVishal Dadlani
Star CastNana Patekar, John Abraham, Sameera Reddy, Sonali Kulkarni, Kurush Deboo, Shivaji Satam, Sanjay Dutt, Priyanka Chopra, Akash Khurana, Nassar Abdulla, Smita Jaykar, Rajesh Asthana, Ganesh Yadav, Mangal Kenkre, Ajay Jadhav, Master Ashwin Chitale, Shankar Sa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *