Ek Nai Subah Ka Paigam Lyrics | Suryaa | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Ek Nai Subah Ka Paigam Lyrics | Suryaa | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Ek nayi subah ka paigam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Ek nayi subah ka paigam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Surya

Umar is andheri ki rat bhar hai hone hi wali pal me sahar hai
Sathi o himmat na har jana char kadam bas or safar hai
Asha ka sahar tere nam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Surya

Aayegi insaf ki hukmarani apna bahega khun hokar pani
Uth roshni ka lahrade parcham
Uth roshni ka lahrade parcham kar de nayi ye dunia purani
Teri kurbani ka inam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Surya

Jo hal chalaye uski jami ho ye faisla ho aaj or yahi ho
Kab tak hua karam apna hoga mehanat kahi or daulat kahi ho
Ye hukam dunia ke nam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Ek nayi subah ka paigam lekar ayega surya
Aasma ka dharti ko salam lekar ayega surya
Surya

MovieSuryaa
SingerMohammed Aziz
DirectorEsmayeel Shroff
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistHasan Kamal
Star CastRaaj Kumar, Vinod Khanna, Bhanu Priya, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Sushma Seth, Alok Nath, Salim Ghouse, Leena Das, Dulari, Dinesh Hingoo, Johny Lever, Dev Malhotra, Prema Narayan, Yunus Parvez, Rajesh Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *