Ek Masoom Sa Dil Ye Mera Lyrics | Mere Jeevan Saathi | Alka Yagnik, Sonu Nigam | Nadeem-Shravan

(Ek masoom sa dil ye mera – 2
Mere sajan ne chura liya – 3) – (2)

Na chain hai
Na hosh hai
Issme mera
Kya dosh hai
Inkar se ikrar se
Luta mujhe tune pyaar se
Neend aur karar aur sapna mera – 2
Mere sajan ne chura liya – 3

Kutch dard hai
Kutch pyas hai
Kya khub ye
Ehsas hai
Chayi hai kya
Ye bekhudi
Kaisi hai ye diwangi
Yu chupchupke hasna tera – 2
Mujhe diwana bana diya – 3

Kuch dard hai kuch pyas hai
Kya khub ye ehsas hai
Chhai hai kya ye bekhudi
Kaisi hai ye diwandi
You chhup chhupa ke hasna tera – 2
Mujhe diwana bana diya – 3

Ek masoom sa dil ye mera – 2
Mere sajan ne chura liya – 3
Mujhe diwana bana diya – 2

MovieMere Jeevan Saathi
SingerAlka Yagnik, Sonu Nigam
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *