Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi Lyrics | Generations-2008 | Ghulam Ali | Aamir Ghulam Ali

Ek lamhe ki bas khata hai koyi – (2)
Abb na manjil na raasta hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi

Kaise dhundu kahaan se laau use – (3)
Paas aakar bichhad gaya hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi

Saans lena hi jindagi toh nahi – (3)
Roj mar marake ji raha hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi

Main tere paas aa toh jaau magar – (3)
Mujhako ro roke rokata hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi

Mujhako iss raat ki seher toh mile – (3)
Main bhi samajhu mera khuda hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi
Abb na manjil na raasta hai koyi
Ek lamhe ki bas khata hai koyi

MovieGenerations-2008
SingerGhulam Ali
Music ComposerAamir Ghulam Ali
LyricistAhmad Anees

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *