Ek Haseena Ek Deewana Lyrics  | Deewana Main Deewana | Govinda, Priyanka Chopra | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Anand Raj Anand

Ek Haseena Ek Deewana Lyrics | Deewana Main Deewana | Govinda, Priyanka Chopra | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Anand Raj Anand

Chehra haseen, kya hai adaa
Teri adaa pe dil hai fidaa
Humein dekh ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Humein dekh ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Teri talaash mein
Deewana ho gaya
Main apne aap se
Anjaana ho gaya hmm
Meri talaash mein
Tum mujhpe kho gaye
Achcha hua ke tum
Yun pagal ho gaye
Jab aashiq ho mastana
Banta hai tabhi fasana
Jab aashiq ho mastana
Banta hai tabhi fasana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Chehra haseen, kya hai adaa
Teri adaa pe dil hai fidaa
Humein dekh ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Humein dekh ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Tumse yun milte hi
Yeh dil ghabraata hai
Fir bhi mohabbat mein
Mazaa kyun aata hai
Seedhi si baat hai
Jaaga armaan hai
Main bhi jawaan hoon
Tu bhi jawaan hai
Main seekhoon tujhe churana
Tum seekho mujhe churana
Main seekhoon tujhe churana
Tum seekho mujhe churana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

You are my love
I am your doll
Pyaar mein pagal
Hote hain sab
Humein dekh
Ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Humein dekh
Ke yaar zamana
Gaayega bas yeh gaana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana.

MovieDeewana Main Deewana
SingerAnuradha Paudwal, Udit Narayan
DirectorK. C. Bokadia
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand
Star CastGovinda, Priyanka Chopra, Kader Khan, Prem Chopra, Johnny Lever, Shakti Kapoor
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *