Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai jadu hai
Junun hai kaisi maya hai ye maya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai jadu hai
Junun hai kaisi maya hai ye maya hai
Paav ke tale kabhi dil pada mile
Agar chum kar uthaye khub dekh bhal kar
Khub dekh bhal kar jo koi puch le
To kya raha se uthaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai jadu hai
Junun hai kaisi maya hai ye maya hai
Chali gayi jo manchali pukaruga
Gali gali wo lekar meri jindagi chali chali
Wo udhar chali wo ruthi ruthi rehti hai
Bahut bahut manaya hai wo rothi rothi rehti hai
Bahut bahut manaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai jadu hai
Junun hai kaisi maya hai ye maya hai
Teri nili aankho kr bhawar bade hasin hai
Dub jane do mujhe do mujhe ye khyalo ki jamin hai
Ye khyalo ki jamin hai
Utha do aapni palko ko
Ye parda kyu giraya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai
Ek hasin nigah ka dil pe chhaya hai jadu hai
Junun hai kaisi maya hai ye maya hai
| Movie | Maya Memsaab |
| Singer | Kumar Sanu |
| Director | Ketan Mehta |
| Music Composer | Hridaynath Mangeshkar |
| Lyricist | Gulzar |
| Star Cast | Shahrukh Khan, Deepa Sahi, Raj Babbar, Farooq Sheikh, Paresh Rawal, Om Puri, Rajesh Vivek, Raghuveer Yadav, Satyadev Dube, Shreeram Lagoo, Srivallabh Vyas, Arvind Vaidya, Manish Nagpal, Idries Malik, Ritu Shivpuri |

