Ek Din Sanam Ye Gussa Lyrics  | Lafange | Randhir Kapoor, Mumtaz | Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ek Din Sanam Ye Gussa Lyrics | Lafange | Randhir Kapoor, Mumtaz | Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Hanske na sahi roke hi sahi
Hanske na sahi roke hi sahi
Ye waqt apna nikal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega

Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Pachhtaoge sharmaoge
Pachhtaoge sharmaoge
Jab tak pata tumko chal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega

Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Is husn ka kya aitbar
Is husn ka kya aitbar
Ye aaj aaya hai kal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega

Tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Haye tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Pani nahi ye aag hai
Pani nahi ye aag hai
Is aag me koi jal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega.

MovieLafange
SingerMohammed Rafi
DirectorHarmesh Malhotra
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastRandhir Kapoor, Mumtaz, Pran, Asha Sachdev, Anwar Hussan, Sapru, Sujit Kumar, Rajan, Gulshan Bawra, Rajan Haksar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *