Ek Bechara Pyar Ka Mara Lyrics  | Waris | Jeetendra, Hema Malini | Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Ek Bechara Pyar Ka Mara Lyrics | Waris | Jeetendra, Hema Malini | Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Ek bechara haa
Pyar ka mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saayaa
Ek bechara haa
Pyaar kaa maaraa haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saya

Daaman na bachaao, nazare na churaao
Behosh kar ke hosh me to laao
Daaman na bachaao, nazare na churaao
Behosh kar ke hosh me to laao
Diwaanaa ban chukaa hun afasaanaa naa banaao

Ek bechara haa
Pyaar kaa mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saya

Pahalu me bithaa lo, aankho me chhupaa lo
Ai shaah-e-hasinaa bismil ki duaa lo
Pahalu me bithaa lo, aankho me chhupaa lo
Ai shaah-e-hasinaa bismil ki duaa lo
Kab tak rahoge tanhaa saathi koi banaa lo

Ek bechara haa
Pyaar kaa mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saayaa.

MovieWaris
SingerMohammed Rafi
DirectorRamanna
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistRajendra Krishan
Star CastJeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *