Ek Baar Jaana America Lyrics  | Yun Hota Toh Kya Hota: What If…? | Konkona Sen Sharma, Irfan Khan | Devchand Gadhvi, Javed Ali | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Ek Baar Jaana America Lyrics | Yun Hota Toh Kya Hota: What If…? | Konkona Sen Sharma, Irfan Khan | Devchand Gadhvi, Javed Ali | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab

Chaaro taraf bikhre hain
Dorr saar hamse
Dard se paraya aadmi
Na wahaan kahi koi kami hain
Kya zameen kya aasmaan
Sabse haseen hai woh jahaan
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab

Arey jo gaya wahi ka ho gaya
Usmein hain kashish badi ghazab ki
Uski roshani mein kho gaya
Uski aarzoo hain kuchh ajab si
Ek baar jo jaaunga main
Waapas na aaunga main
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab

Husn ki bahaar milegi
Gori gori hongi goriyaan
Ishq ki kali bhi khilegi
Baandh lena dil ki doriyaan
Chaahoge jo paaoge woh
Kehna mera maan lo
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab.

MovieYun Hota Toh Kya Hota: What If...?
SingerDevchand Gadhvi, Javed Ali, Keerthi Sagathia, Madhushree
DirectorNaseeruddin Shah
Music ComposerVijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
LyricistSameer
Star CastKonkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *