Ek Baar Dekha To Lyrics | Kaamyaab | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Ek Baar Dekha To Lyrics | Kaamyaab | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Ek baar dekha to
Kho gaya karar
Do baar dekha to
Aankhe hui chaar
Baar bar dekha to hansi
Hansi to ladki fansi
Ha aa ha aa ha aa
Ek baar dekha to
Kho gaya karar
Do baar dekha to
Aankhe hui chaar
Baar bar dekha to hansa
Hansa to ladka fansa
Ha aa ha aa ha aa

Hontho ne rishvat di
Aankho ne davat di
Baho ne tujhko bulaya
Ha ha ha
Kasturi laai hain
Hirni khud aai hain
Kyun na nishana lagaya
Ha ha
Sanyam ko chodo tum
Rashmo ko tode ham
Kar le tamnna ye puri
Arman khil jaye
Do pran mil jaye
Mit jaye jismo ki duri
Ha aa ha aa ha aa
Ek baar dekha to
Kho gaya karar
Do baar dekha to
Aankhe hui chaar
Baar bar dekha to hansi
Hansi to ladki fansi
Ha aa ha aa ha aa

Ha duniya se uaba hain
Tujhme hi duba hain
Chahat bhara dil hamara
Ha ha ha
Chhu ke javani ko
Alladh mastani ko
Pani bana hain angara
Ha ha
Tan sara bhiga hain
Man fir bhi pyasa hain
Ye pyar ki pyas kaisi
Chahe bujhao tum
Chahe dabao tum
Ye aag vaisi ki vaisi
Ha aa ha aa ha aa
Ek baar dekha to
Kho gaya karar
Do baar dekha to
Aankhe hui chaar
Baar bar dekha to hansi
Hansi to ladki fansi
Ha aa ha aa ha aa

MovieKaamyaab
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
DirectorK Raghavendra Rao
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar
Star CastJeetendra, Shabana Azmi, Kader Khan, Rekha, Amjad Khan, Shakti Kapoor, Asrani, Satyen Kappu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *