Dus Na Jaye Tujhko Zulfe Kaliya Lyrics | Malika | Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi

Dus Na Jaye Tujhko Zulfe Kaliya Lyrics | Malika | Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi

Das na jaaye tujhko julfe kaaliya
Julfe kaaliya
Kaaliya
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya
? na kijiye naajani hai kaaliya
? na kijiye naajani hai kaaliya
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya
Julfe kaaliya
Kaaliya
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya

Teri mast aankho ke bhaure dekh kar
Teri mast aankho ke bhaure dekh kar
Teri mast aankho ke bhaure dekh kar
Ud gayi phulo ke rukh se laliyaan
Rukh se laliyaan
Laaliyaan
Ud gayi phulo ke rukh se laliyaan
Rukh se laliyaan
Laaliyaan
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya

Tu agar gulshan me jana chhod de
Tu agar gulshan me jana chhod de
Tu agar gulshan me jana chhod de
Bhul jayegi lachakna daaliyaan
Lachakna daaliyaan
Daaliyaan
Bhul jayegi lachakna daaliyaan
Lachakna daaliyaan
Daaliyaan
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya

Tere gulzaaro ko aksar chum kar
Tere gulzaaro ko aksar chum kar
Tere gulzaaro ko aksar chum kar
Jhum jaati hai sunehari baaliyaa
Sunehari baaliyaa
Baaliyaa
Jhum jaati hai sunehari baaliyaa
Sunehari baaliyaa
Baaliyaa
Das na jaaye tujhko julfe kaaliya

MovieMalika
SingerMohammed Rafi
DirectorNazir
Music ComposerAlla Rakha Qureshi
LyricistTanveer Naqvi
Star CastShobhna Samarth, Reyaz, Mumtaz, Malik Amin, Kashmiri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *