Duriya Yeh Duriya Lyrics | Sagar – Album | Fuzon

Suna suna lage piya tu, abb toh ghar aa ja
(Kurbate aur yeh faasle, kartee hain kyun badgumaan
Saamne chehara naa ho teraa, kyun lage viraan viraan
Mann me tere kya hai -2, teraa meraa bandhan hai kya) – (2)
Duriya yeh duriya, duriya yeh faasle – (2)

Mohabate aur yeh raaste, chaahato ke darmiya
Dekhte tujhe ham kahee naa mil saka hame woh sama
Kya huwa woh mausam yaad hai jo kam kam
Abb woh manjar dhunde kaha

Duriya yeh duriya, duriya yeh faasle – (2)

Suna suna lage, piya tu abb toh ghar aa ja

MovieSagar - Album
SingerFuzon

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *