Dur Dur Se Baat Karo Tum Paas Na Aao Jee Lyrics | Bhootnath | Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor | Vedpal

Dur Dur Se Baat Karo Tum Paas Na Aao Jee Lyrics | Bhootnath | Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor | Vedpal

Dur dur se bat karo tum pas na aao ji
Pas tere hum aayega tum dur na jao ji
Dur dur se bat karo tum pas na aao ji
Oye pas tere hum aayega tum dur na jao ji

Bambai me jab tera judai bambai me jab tera judai
Hamko bahut sataya chhod ke itli sambhar dhosha
Gajal trejedi gaya chhod ke itli sambhar dhosha
Gajal trejedi gaya teri yad me neer bahaya
Aji tum bhi hamko kajri thumri thappa sunao ji
Pas tere hum aayega tum dur na jao ji
Dur dur se bat karo tum pas na aao ji
Oye pas tere hum aayega tum dur na jao ji

Aakar fas gaye pas tumhare dekha kaise jhuthe
O o dekha kaise jhuthe
Aakar fas gaye pas tumhare dekha kaise jhuthe
Tan bedhangi mar ke maska
Tan bedhangi mar ke maska
Geet pyar ke bol haye re tar jiya ka chu
Dhire dhire bat karo mat bheja khao ji
Pas tere hum aayega tum dur na jao ji
Dur dur se bat karo tum pas na aao ji
Oye pas tere hum aayega tum dur na jao ji

MovieBhootnath
SingerUsha Mangeshkar, Mahendra Kapoor
DirectorNanubhai Bhatt
Music ComposerVedpal
LyricistKeshav Trivedi
Star CastRanjan, Vijaya Chaudhary, Rajan Haksar, Mohan Choti, Jeevankala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *