Duniya Yeh Duniya Lyrics  | Bhai Ho To Aisa | Aditya Pancholi, Shantipriya | Amit Kumar, Jayshree Shivram | Amar Biswas, Utpal Biswas

Duniya Yeh Duniya Lyrics | Bhai Ho To Aisa | Aditya Pancholi, Shantipriya | Amit Kumar, Jayshree Shivram | Amar Biswas, Utpal Biswas

Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi
O mere bhole sathiya aa mere sath aa
Dikhalau tujhe main jaha kya hain
O mere bhole sathiya aa mere sath aa
Dikhalau tujhe main jaha kya hain

Duniya jo dikhati hain waisi nahi
Nahi nahi mujhe yakeen hain
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi

Sehmi nazar kyun hain
Duniya katter kyun hain
Aisa bhi dekha kyaa yaha hain
Haan ismein dar kyun hain
Nafrat zamane se
Dushman kyun lagta ye jahan hain

Jahan dil se dil mila
Gujhari mujhe pe kyaa
Tujhko ye kyaa patta jahan kyaa hain
Ho itani buri ye duniya nahi
Nahi nahi mujhe hain yakeen nahi
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi

Dekha hain darde jise
Tara rapa tarari rapa
Dekha hain darde jise
Duniya yeh duniya kitani haseen
Rangeen hogi magar
Mere ye kabil nahi
Masti ke hain har rang hain bhare
Rango ki zindagi yaha kya hain

Baat teri hogi sahee
Magar mujhe yakeen nahi
O mere bhole sathiya aa mere sath aa
Dikhalau tujhe main jaha kya hain
Nahi nahi mujhe hain yakeen nahi
Duniya yeh duniya kitani haseen hain
Dekho hamari nazar se kabhi.

MovieBhai Ho To Aisa
SingerAmit Kumar, Jayshree Shivram
DirectorDeepak Anand
Music ComposerAmar Biswas, Utpal Biswas
LyricistAnjaan
Star CastAditya Pancholi, Shantipriya
LabelShemaroo Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *