Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gayi
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Koi ek hazaro mein
Shayad hi khus hota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Ghar ghar mein ye maatam hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Iska hain rang roop yahin
Isko jeevan kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Dukh sukh ka ye sangam hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain.
| Movie | Amrit |
| Singer | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz |
| Director | Mohan Kumar |
| Music Composer | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Smita Patil, Aruna Irani, Shafi Inamdar, Satish Shah, Zarina Wahab, Mukri, Sujit Kumar, Daljit Kaur |
| Label | Saregama |

