Duniya Bhukhi Paise Ki, Pyar Ka Bhukha Koi Koi Lyrics | Saudaa | Asha Bhosle, Mukesh | Laxmikant Pyarelal

Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

Aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi

Kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai
O uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai
Uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai
Kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai
Hotho se to sab pite hai aansu pita hai koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

Paisa ho to paise se kharidar kharida ja sakta
Ek husn ki bat hai kya bazar kharida ja sakta

Kal jo paisa nahi rahe to nazar milata koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

Chhan chhanan chhan baju mai chandi ki payal hu
Mujh par paisa phenkne walo mai to pyar ki payal hu

Chahne wale lakho hai hai marne wala koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
Duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

MovieSaudaa
SingerAsha Bhosle, Mukesh
DirectorSudesh Issar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistInderjeet Singh Tulsi
Star CastVinod Khanna, Yogita Bali, Ranjit, Madan Puri, Mukri, Jankidas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *