Dunia Me Badshah Hai Lyrics | Duniya Jhukti Hai (1960) | Bande Hasan, Mohammad Rafi | Hemant Kumar

Dunia me badshah hai so hai wo bhi admi
Or mufliso gada hai so hai wo bhi admi
Jardaro benawa hai so hai wo bhi admi
Naymat jo kha raha hai so hai wo bhi admi

Jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana – 2
Usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana – 2
Jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana
Usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana
Jo bijliyo ki shakh pe bana le aasiyana – 2

Kisi ko fakar jamane me hai sarafat ka
Garur sar me kisi ke hai malo daulat ka
Kisi ko fakar jamane me hai sarafat ka – 2
Garur sar me kisi ke hai malo daulat ka – 2
Or kahu pate ki wahi marja marja maida hai
Ha jise ho naja fakat bajuo ki takat ka
O admi hai admi wo mard hai ya gana – 2
Usi ki hai ye jindagi uski ka hai ye jamana – 2

MovieDuniya Jhukti Hai (1960)
SingerBande Hasan, Mohammad Rafi
Music ComposerHemant Kumar
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *