Duneeya Se Dil Laga Kar Duneeya Se Kya Milega Lyrics | Tareef us Khuda Ki (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Duneeya Se Dil Laga Kar Duneeya Se Kya Milega Lyrics | Tareef us Khuda Ki (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Duniya se dil laga kar
Duniya se dil laga kar duniya se kya milega
Duniya se dil laga kar duniya se kya milega
Yaad-e-khuda kiye jaa
Yaad-e-khuda kiye jaa
Tujh ko khuda milega
Tujh ko khuda milega
Tujh ko khuda milega
Tujh ko khuda milega
Yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega
Yaad-e-khuda kiye jaa

Daulat ho ya hukumat
Taakat ho ya jawaani
Daulat ho ya hukumat
Taakat ho ya jawaani
Har chij mitne waali
Har chij aani-jani
Har chij mitne waali
Har chij aani-jani
Ye sab gurur ek din
Ye sab gurur ek din mitti me jaa milega
Ye sab gurur ek din mitti me jaa milega
Yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega
Yaad-e-khuda kiye jaa

Aata nahi palat kar gujra hua jamaana
Aata nahi palat kar gujra hua jamaana
Kya khwaab kaa bharosa
Kya maut kaa thikaana
Kya khwaab kaa bharosa
Kya maut kaa thikaana
Ye jindagi ganva kar kya faayada milega
Ye jindagi ganva kar kya faayada milega
Yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega
Yaad-e-khuda kiye jaa

Takdir jo dikhaaye chupchaap dekhta chal
Takdir jo dikhaaye chupchaap dekhta chal
Imaan ke sahaare neki ka raasta chal
Imaan ke sahaare neki ka raasta chal
Is raaste pe aake
Is raaste pe aake har raasta milega
Is raaste pe aake har raasta milega
Duniya se dil laga kar duniya se kya milega
Yaad-e-khuda kiye jaa tujh ko khuda milega
Yaad-e-khuda kiye jaa

MovieTareef us Khuda Ki (Jagjit Singh)
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *