Duniya aa aa aa
Duniya duniya duniya
Duniya jise kahte hain
Jaadu ka khilauna hain
Duniya
Duniya jise kahte hain
Jaadu ka khilauna hain
Mil jaye to mitti hain
Mil jaye to mitti hain
Kho jaye to sona hain
Duniya duniya
Achha sa koi mausam
Achha sa koi mausam
Tnha sa koi aalam
Har waqt ka rona to
Har waqt ka rona to
Bekar ka rona hain
Duniya
Duniya jise kahte hain
Jaadu ka khilauna hain
Barsaat ka baadal to
Divaana hai kya jane
Divana divana divana divana
Divana divana divana
Barsaat ka baadal to
Divaana hai kya jane
Kis raah se bachna hain
Kis raah se bachna hain
Ksi chhat ko bhigona hain
Duniya
Duniya jise kahte hain
Jaadu ka khilauna hain
Gam ho ki khushi dono
Kuchh der ke saathi hain
Kuchh der ke saathi hain
Kuchh der ke saathi hain
Kuchh der ke saathi hain saathi saathi hain
Gam ho ki khushi dono
Kuchh der ke saathi hain
Fir rasta hi rasta hain
Fir rasta hi rasta hain
Hansna hain na rona hain
Duniya
Duniya jise kahte hain
Jaadu ka khilauna hain
Jaadu ka khilauna hain
| Movie | Jagjit & Chitra Singh In Concert |
| Singer | Chitra Singh, Jagjit Singh |
| Music Composer | Jagjit Singh |
| Lyricist | Nida Fazli |

