Dulhan Tujhe Banaunga, Pyar Tujhe Siklaaunga Lyrics | Parayaa Ghar | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Dulhan Tujhe Banaunga, Pyar Tujhe Siklaaunga Lyrics | Parayaa Ghar | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Dulhan tujhe banaunga pyar tujhe sikhlaunga
Dulhan tujhe banaunga pyar tujhe sikhlaunga dekh na kar inkar
Tu meri ho gayi umar bhar ke liye tu meri ho gayi umar bhar ke liye

Dulhan teri ban jaungi pyar se mang
Sajaungi dulhan teri ban jaungi pyar se
Mang sajaungi mujhko kaha inkar
Mai teri ho gayi umar bhar ke liye
Dulhan tujhe banaunga dulhan teri ban jaungi

Teri aankho se ninde chura lunga mai chura lunga mai
Tere hotho se surkhi uda lunga mai uda lunga mai
Tujhko baho me apni chupa lunga mai
Jagu or tujhko jagaunga mai dekh na kar inkar
Mai teri ho gayi umar bhar ke liye
Tu meri ho gayi umar bhar ke liye

Geet gunjenge payal ki jhankar ke
Phul mahakenge harsu mere pyar ke
Geet gunjenge payal ki jhankar ke phul mahakenge
Harsu mere pyar ke bhul jaungi gum sare
Sansar ke pahle jara sharmaungi baho me fir aa jaungi
Mujhko kaha inkartu meri ho gayi umar bhar ke liye
Mai teri ho gayi umar bhar ke liye
Dulhan tujhe banaunga pyar tujhe sikhlaunga
Dekh na kar inkar tu meri ho gayi umar bhar ke liye
Mai teri ho gayi umar bhar ke liye tu meri ho gayi umar bhar ke liye

MovieParayaa Ghar
SingerSuresh Wadkar, Anuradha Paudwal
DirectorKalpataru
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistHasan Kamal
Star CastRishi Kapoor, Jaya Prada, Aruna Irani, Madhavi, Sachin Pilgaonkar, Tanuja, Kader Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *