Draamebaaz Lyrics  | Nautanki Saala! | Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur | Geet Sagar | Mikey Mccleary

Draamebaaz Lyrics | Nautanki Saala! | Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur | Geet Sagar | Mikey Mccleary

Life hai aapa dhaapiwoh wo
Sabki hai maafa maafi
Zor se dhakka maro
Bas ek sorry kaafi
Thoda adjust kar lo na bhai

Beat up repeater yahaan
Sab hain cheater
Haan sab hi lagaate hain waat
Dil se lagaye jo apna banaye jo
Usko hi padti hai laat

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz sab yahaan

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz sab yahaan
Woh woh o

Life hai danda gilli
Sab ki udti hai khilli
Zor se dhakka maro
Bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi

Kabhi kabhi lota get here
Kabhi kabhi lota get there
Lota lota is carefri
Life is lota please take care

Kaano ki baali woh
Hothon ki laali
Maala padi jhakkas
Magar jab utara
Husan ka pitara
Toh aashiq bechara khallas

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz sab yahaan

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz
Ab yahaan woh woh o

Life hai atti batti
Sab hi karte hain katti
Zor se dhakka maro
Bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Oooyeah

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz sab yahaan
Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale dramebaaz sab yahaan
Woh woh o

Life hai aapa dhaapiwoh wo
Sabki hai maafa maafi
Zor se dhakka maro
Bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Nautanki saala.

MovieNautanki Saala!
SingerGeet Sagar
DirectorRohan Sippy
Music ComposerMikey Mccleary
LyricistKausar Munir
Star CastAyushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur, Pooja Salvi, Gaelyn Mendonca, Evelyn Sharma, Sanjeev Bhatt, Rufy Khan, Sulabha Arya, Purva Naresh, Nipun Dharmadhikari, Sheela Das, Vishwajeet
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *