Dosti Lyrics | Yasser Desai

Dosti Lyrics | Yasser Desai

O Yaar Mere
Qurbaan Main Ho Jaun Yaar Mere
Yaar Mere
Qurbaan Main Ho Jaun

Tu Saathi Har Dum Ka Tu Saathi Janam Ka
Humraahi Khudaya Tu Poora Mere Kam Ka
Tu Saathi Har Dum Ka Tu Saathi Janam Ka
Humraahi Khudaya Tu Poora Mere Kam Ka

Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun
Tere Gham Palkon Pe Lekar Khushiyan Main Bikhraun
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun

Tu Sahara Mera Tu Kinara Mera
Tu Hai Saathi Mera O Yaara
Tu Bharosa Mera Tu Hai Josh Mera
Tu Hai Dost Mera O Yaara

Toofaan Mein Hota Hai Jo Haal-e-kashtiyaan
Aisi Thi Zindagi Ki Ujdi Bastiyaan
Tune Gale Laga Ke Kaandhe Bithaya
Hasna Hai Tujhse Seekha Seekhi Mastiyaan

Tu Jo Nahi Toh Yaara Kisko Sataun?
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun

Kehta Tha Yaar Hoon Tera Kahan Aaj Kho Gaya?
Yaaron Ki Mehfil Mein Tu Ajnabi Ho Gaya
Dosti Ki Kasam Tujhe Na Yaad Ke Ghaav Ye
Soch Lad Pade Ho Jaise Kaagazon Ki Naav Pe

Tu Hi Bata Ab Kaise Tujhko Manaun?
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun
Tere Gham Palkon Pe Lekar Khushiyan Main Bikhraun
Teri Dosti Pe Yaara Qurbaan Main Ho Jaun

SingerYasser Desai
Music ComposerViplove Rajdeo
LyricistShilpa Aggarwal (Piya)
LabelBnw Entertainments

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *